Hain Kitne akele aaj tak hum tumhare baad    |
Is Dil se nahi gaya bahi gum tumhare baad    ||
Be-Rang ho gayin Ghar ki Dar-o-deewar        |
Veeranio ne Lahara diye parchum tumhare baad ||
Kyon ubharne nahi deta mere naksh ko Ujala   |
Rafta -Rafta ho gaya to kam tumhare baad     ||
Keenchti hui saans sa gujra UDASH din        |
Or Raat bhi Be- Chain hai humdum tumhare baad||
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
 
No comments:
Post a Comment